Alltrickhelp

  • Home
  • Blogging
  • Blogger
  • Youtube
  • Android
  • Seo

Saturday, 6 May 2017

How to Write a New Blog Post blogger

 May 06, 2017     Blogger, Earn money     5 comments   


            Kisi bhi post me jaan tabhi aati hai jab usko sahi tareeke se likha jaye aur hamare likhe article ko koi bhi visitor aasani se padh paye tabhi hamare blog banane ka fayda hoga. Isliye blog post kaise likhe ye aapko acche se pata hona chahiye. Ager aapko ye pata nhi hai to koi baat nhi aaj ham aapko new post kaise likhe aur apne post ko sundar aur aakarsak kaise banaye iski full guide karenge.   
            Blogger me blog ke kisi bhi post ko acche se likhne ka tarika tabhi kaam aata hai jab ham post karte samay diye hue tools ka sahi se fayda uthaye aur iske liye aapko post me diye sabhi tools ke bare me jankari honi chahiye.



To chaliye ham aapko batate hai ki blog me new post kaise likhe.

Post likhte samay dhyaan dene wali baate..! || Post likhne ke liye step by step Guide :-

1. Aapka Post kahi se copy kiya hua nhi honi chiye.
2. Jab aap Post ka Title likhe to Usme Kya, Kyon, Kaise, How, How To, etc. word jarur use kare.

3. Aap apne post ka idea Google ki madad se jarur le sakte hai lekin uske bare me apne dimaag Se soch kar likhna hoga.
4. Post ka subject wo hona chahiye jisme aapko accha knowledge hai aur aapki us subject me ruchi hai.
5. Farji Post publish nhi kare, jaise ki agar aap kisi trick par post likh rahe hai to pahle uske bare me jankari le aur usko try karke dekhe ki tricks work karti hai ya nhi agar karti hai to publish kar sakte hai aur work nhi karti hai to us tricks ke bare me jhoot na likhe.
6. Mera manna hai Ki 1000 word Ke barabar 1 Photo hoti hai isliye post me kam se kam 1 ya jayda photo upload kare.
7. Jab aap post likhate hai to aapko post ke bare me poori jaankari deni Chahiye Jisse hamare Blog par jyada se jyada Visiter  aaye aur unko poori jankari mile jisse wo hamare site se santusht rahe.

Chaliye ye to ho gayi post likhte samay dhyaan dene wali baate, ab jaante hai ki ham Blogger Blog me New post kaise likhte hai.

Blogger Blo Par New Post :-

          Post likhne ke liye aapko sabse phele blog create karna hoga tabhi aap post likh sakte hai, agar aapne abhi tak blog nhi banaya hai to phele blog bana lijiye. Agar aapne blog bana liya hai tab ab aap uspar post likhne ko tayar hai. To chaliye mere bataye step ko follow karke apni post likhe.

Step 1. Blogger.com par login kare aur Post section par click kare.
Step 2. Post section me aapko New Post Ka button dikhai dega uspar click kare.
Step 3. Ab aap ke saamne ye page open hoga usme post kaise likhna hai wo aap niche diye post ko padhe aur likhna start kare. Iske liye maine har option ko step by step bataya hai jisse aapko aasani hogi. Iske sath hi iske image bhi humne add kiya hua hai jisse aapko ye samjh me aa jayega ki kis option ka kya fayda hai.

Blogger Blog Me New Post Likhne Ke All Option Details List.

1. Title: Yaha Post Ka Title Likhne.Post
2. Page: Yaha par Post ka content Likhege.
3. Undo: Is option se aap koi bhi chize ko phele jaisa kar sakte hai yani Undo kar sakte hai.
4. Redo: Words ko Redo kar  sakte hai.
5. Font: Post Me Words Ke Font Design Karne Ke Liye.
6. Font Size: Text Ki Size Badane Ya Ghatane Ke Liye.
7. Heading: [h2. h3, h4, h5, h6 Heading,

8. Sub Heading Ya Normal Likhane Ke Liye is option ka use kare.
9. Bold: Word ko Bold/Dark karne ke liye.
10. Italic: Text ko Italic karne ke liye.
11.Underline: Text ko Underline karne ke liye
12.Strikethrough: Text ko Bich Se Cut Karne Ke Liye ( Iska Koi Khas Use Nhi Hota)Text
13. Text Color: Text ki color badalne ke liye.
14. Text Background color: Text Ki Background Ki Color Badalne Ke Liye
15. Add Or Remove Link: Kisi word Me Link add karne ke liye yani internal link add karne.
16. Insert Image: Image Upload Karne Ke Liye.
17. Insert aVideo: Video Upload Karne Ke Liye Add Karna hota hai.
18. Alignment: Text Alignment Ke Liye. left, right, center me paragaraph ko show karne me kaam aata hai.
19. Numbering: Kisi Text Ko Numbering lagane Ke Liye
20. Bullet List: Text me bullet lagane ke liye
21. Quote: Quote Karne Ke Liye iska use kare.
22. Format: Remove Formatting – Iska istemaal aapko jayda to nhi karna padta lekin kabhi koi
change karna hai jisme bahut option ka use kiya gaya hai to aap in sabko ek jaisa karne ke liye iska use kar sakte hai.
23. Spelling Grammer: English Me Likhe Hue Shabdo Ka Spelling Check Karne Ke Liye.
24. Language: Aap Kis Language Me Post Likhna Chahte Hai, Usko Select Karne Ke Liye. ye bahut hi accha option hai jiske help se aap hindi me post likh sakte hai


 Note:- Dosto agar aap bhi apni koi post is site par apne naam se publish karwana chahte hai to hamare whatsapp number par contect kar sakte hai. agar aapka post accha hoga to hum jaroor publish karenge.


                Aap hamare naye post se update rahna chahte hai, aur koi post miss nahi karna chahte hai to aap hamare blog ko subscribe ya follow kar sakte hai


                                                                                             Thank  U all my Dear Friends
  • Share This:  
  •  Facebook
  •  Twitter
  •  Google+
  •  Stumble
  •  Digg
Email ThisBlogThis!Share to XShare to Facebook

Related Posts:

  • How to Write a New Blog Post blogger             Kisi bhi post me jaan tabhi aati hai jab usko sahi tareeke se likha jaye aur hama… Read More
  • Google Search Console me Blogger Sitemap Kaise Submit karen...! || How to submit site on Google consoleSitemap kya hai aur iska kya fayda hai ?            Blog sitemap add karna sabhi website ke liy… Read More
  • What is URL Shortener and why we use it || Earn money online Tricks What is URL Shortener and why we use it || Earn money online Tricks          Hello friends today I have a new trick … Read More
  • Blog kya hai, Blog se earning kaise karte hai ? Earn money by BloggingHello Dosto..!              Aaj Mai aap logon ko batane wala hoon ki blog kya hai aur… Read More
  • How to add Facebook page in website. Hi friends,                  Creating a Facebook page in website is a… Read More
Newer Post Older Post Home

5 comments:

  1. saeed anwar bacha17 May 2019 at 12:39

    href=”https://technical-saeed.blogspot.com/2018/09/seo-friendly-post-kaise-likhe-blogger.html”>Googleblog post kaise likhe

    ReplyDelete
    Replies
      Reply
  2. RK Mehra14 August 2020 at 00:47

    blog mein image Kaise upload Karen

    ReplyDelete
    Replies
      Reply
  3. Hindi news15 August 2021 at 22:31

    अदरक और गुड़ खाने के फायदे - hindinews525

    ReplyDelete
    Replies
      Reply
  4. Hindi news15 August 2021 at 22:33

    This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
    Replies
      Reply
  5. Hindi news15 August 2021 at 22:33

    Hindi news 525 -

    hindinews525

    ReplyDelete
    Replies
      Reply
Add comment
Load more...

Popular Posts

Subscriber

Dosto aap hamare blog ko subscribe kare aur hamari agli post apne email id pe paiye

Label

  • Android (2)
  • Blogger (13)
  • Blogging (5)
  • Earn money (15)
  • make money (1)
  • Secuirty (1)
  • Windows Related (3)
  • Youtube (5)
  • दर्द शायरी (1)
  • याद शायरी (1)

Contact Form

Name

Email *

Message *

Blogging guide

Copyright © 2025 Alltrickhelp | Privacy policy
Disclaimer | About us