Privacy Policy page hamare blog ya website ke liye bahut jaruri hai.privacy policy page me bataya jata hai ki site me kya kya jankari di jati hai visitor ko or kis ke ads dikhate hai apni site par.jese Google adsense,renvehits,chitika etc. google adsence bhi Hamare Privacy Policy Page ko Check karta hai uske baad hi Approve hota hai account ko.
Privacy Policy page Kaise Banaye Blog ya website ke Liye.
Privacy Policy ko Aap khud bhi bana sakte ho agar aapko uski jaankari hai to.. Par agar nahi to koi baat nahi Online bhut si site hai jo Free me hamari site ke liye Privacy Policy Bana deti hai.
To Chaliye Dekhte hai kaise banaye Privacy Policy page apne blog ke liyies use karte hai blog me isliye Yes select kare.
Step 1: SerpRank Privacy Policy Generator par jaye.
Step 2: Ab aapko Login karna hai, agar account nahi hai to Register kare.
Step 3: Ab ek Form Aayega, Usko Bharna hai.
1.Apni Blog/Website ka URL dale.
2.Apna Email Address Dale.
3.Cookies use karte hai blog me isliye Yes select kare.
4.Advertise Information me Google Adsense Select kare,or agar iske aalawa koi or service use karte hai to usko bhi select kare.
5.Create My Privacy Policy ki Button par click kare.
Step 4: Ab ek New Page Khulega usme hamare Blog ki Privacy Policy hogi.
Usko Copy karle.
Ab hame apni Website me simple sa ek Page me isko Add karna hai.
Blogger ya wordpress Me Privacy Policy Page Kaise Add kare.
first method: Blogger
Blog me Add karne ke liye hume New Page Create karna hai or usme Hamari Privacy Policy ko dal kar Publish karna hai.
Step 1: Blogger Dashboard >> Pages >> New Page par jaye.
Step 2: Ab Page Editor khul jayega.
1.Sabse Pahele Page Ka Title Dale – Privacy policy.
2.Jo page Copy Kiya tha hamne Privacy Policy ka, use post me Paste karde.
3.Page ko Publish Karde.
Ab Aapka Privacy Policy Page to Ban gaya hai,ab ise aap apne blog ke menu
me edit karke usme me link add karde.
second method: Wordpress
Agar aapka blog self hosted wordpress par bana hua hai.aur usme is page ko lagana chahte hai.
To chaliye Diye gaye step ko follow kare.
Step:1. Sabse pahle apne wordpress dashboard ko open kijiye.
1.Pages par click kijiye.
2.Add New page par click kijiye.
Step-2
1.Page Title me Privacy policy likh dijiye.
2.Ab copy kiye policy text ko page editor me paste kare.
3.Ab Publish button par click karke page ko publish kar dijiye.
Congratulation ! Ab aapke wordpress blog me ye page successfully add हो गया है। ab aap apne Blog menu edit karke page की link को insert kar dijiye।
Nice post sharing!! check these post.
ReplyDeletehttps://helpintrick.blogspot.com/2018/02/blog-ke-liye-privacy-policy-page-kaise-bnaye.html
Nice Article Thank You Very Much.
ReplyDeleteBlog Ke Liye Privacy Policy Kaise Banaye
Hello friend, How are you? Your Blog is good . You are providing good content to the viewers; go ahead . I have given my opinion on demanding e.m.i. by the Banks, while common man is fighting to save the life of their families without earning since the month of March 2020 in Korona Period . Please give your comment on the behavior of the RBI and finance ministry on my blog .Thanks and Regards.
ReplyDelete<a href="https://www.dpimage.in/> dp image </a>
ReplyDeletedp image
ReplyDelete